Hindi Song Title: Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaaye
Hindi Movie/Album Name: WELCOME TO SAJJANPUR
Singer(s): KRISHNA KUMAR, SHREYA GHOSAL
Cast(s): SHREYAS TALPADE
, AMRITA RAO
, RAVI KISHAN
, DIVYA DUTTA
Hindi Lyrics:
Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaaye Sun Lo Kya Gaaye
Dheeme Dheeme Haule Haule Chalo Khaabon Ki Yeh Raahein
Sang Pihaare Chalate Jaaye, Manjil Aaye Ya Na Aaye - (2)

[ Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaaye Song Lyrics @ http://www.hindilyrics.org]
Sarsaraaye Chhu Ke Jaaye, Behati Hawa Ko Koyi Thaam Na Paaye
Iss Safar Mein Dukh Sukh Saare, Jindegi Ke Gathari Mein Baandhake Laaye
Hmmm Khushiya Aansu Sapne, Khoye Bichhade Apane Humko Yaad Aaye
Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaaye Sun Lo Kya Gaaye
Dheeme Dheeme Haule Haule Chalo Khaabon Ki Yeh Raahein
Mann Ki Gali Mein Chor Chhupa Hai, Nisdin Chaahe Hai Kya Kaise Bataaye
Hichkichaaye, Tadpa Jaaye, Dil Ki Baaton Ko Honto Pe Na Laaye
Dil Ki Baatein Jitani Mauke Kehati Apani Tu Ban Na Paaye
Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaaye Sun Lo Kya Gaaye
Dheeme Dheeme Haule Haule Chalo Khaabon Ki Yeh Raahein
Sang Pihaare Chalate Jaaye, Manjil Aaye Ya Na Aaye - (2)
La La La La La La La La.......