|
Unki zulfoon pe pyaar aaya
Paas ja kar dekha tu sardar
paya
|
|
TERI JULF HAI YA ANDHERI
RAAT KA SAAYA
TERI JULF HAI YA ANDHERI
RAAT KA SAAYA
SAR MUNDWA LE TO SAVERA HO
JAI.
|
|
Yeh tera chehra hai yaa
kele ka chhilka
Jo dekha to dil phisal gaya
|
|
Bolaa dukaan-daar, ke kyaa
chahiye tumhain
Jo bhii kaho ge merii
dukaan per wo paoge
maine kahaa ke kutte ke
khaane kaa cake hai
bolaa yahiin pe khaaoge yaa
leke jaaoge
|
|
Tere ishq main janam kya se
kya haal ho gaya
Badan se badboo aa rahee
hai, nahay jamana ho gaya
|
|
Humne bhi pyar kiya tha
jindgi main,
badi joshh ke sath !
Humne bhi pyar kiya tha
jindgi main,
badi shhor ke sath !
Aab hum pyar karenge badi
soch ke sath !
Kyon ki usey kal shamko
dekha kisi aur ke sath !
|
|
Patharr kyun marte ho, pura
pahaar maar do
Hum yuheeen mar jayenge,
sirf ek baar aankh maar do
|